Google
 

Sunday, April 20, 2008

Biwi

Ek dost nay doosray dost say kaha: Tumhein apni biwi kay saath kapray dhoney main sharam nahi aati?

Dosre dost nay kaha: Is main sharam ki kiya baat hai, jab woh meray saath rotiyaan paka sakti hai to kiya main us kay saath kaprey nahi dho sakta?

No comments: