Google
 

Sunday, April 20, 2008

Aik Dost

Aik dost doosray dost say: pata hai meray aik dost nay karachi say dubai samandar kay rastay tair kar janay ka programm banaya.

dosra dost: to kia woh wahan pohanchnay main kamyaab ho gaya??

Pehla dost: nahi jab dubai ka sahil 1 mile door rah gaya to woh thak gaya aur wapas karachi aagaya.

No comments: